Apne hisse ki zindagi to hum jee chuke
Ab to bas dharkano ka lihaz karte hain
Kya kahein duniya waalon ko jo
Aakhri saans par bhi aitraaz karte hain…!

0 comments: